Main samajh hi nahin paaya..Kya nahin samajh paye?Apni feelings ko.Kya feelings hain? Aap mujhe bata
Main samajh hi nahin paaya..Kya nahin samajh paye?Apni feelings ko.Kya feelings hain? Aap mujhe bataen.Feelings ke baare mein kisi ko bataya nahin jaata, jiske liye feelings hoti hain usse khud samajh jaana chaiye. Kon nahin samajh raha aapki feelings?Tum. Tum nahin samajh rahi ho Aan!Kya aisi feelings hain aapki jo main nahin samajh rahi?Aan, hamare beech mein jo khamoshi hai wo tum samajh hi nahin payi. Common sense, logic, aur meri akal abhi bhi mujhe keh rahi hain ke mujhe chup rehna chaiye. Mujhe kuch bhi nahin bolna chaiye. Lekin main nahin reh sakta Aan, I’m in love with you! Main tumse pyaar karta hoon Aan! -- source link
Tumblr Blog : tereishqnachaya.tumblr.com
#sanam#pakistani drama#maya ali#myedit#uwaaan tt#queen